• Quickies

    Fir na mili


    Doonda tujhko har sheher har gaw har gali gali ,
    Dil chura k kuch aise hui ankho se ojhal ki fir na mili ,
    Sochta hu kya kasoor kya gunah hoga mera , 
    Ki ishq to hua mujhko magar usne dil churaya aur chura k fir na mili .